Arshad R Shaikh
  • Home
  • Stories
  • Poetry
  • Science
  • MyCV
  • About

Wo Khwab Nahi Dekha

2/11/2018

2 Comments

 
Picture
Jo poora hua ho kabhi, wo khwab nahi dekha,
Mohabbat ke anjaamo ka maine aagaz nahi dekha.
 
Kah to doon andheron se ki ujala le aaye,
Par andheron me rahne ka maine andaaz nahi dekha.
 
Ye duniya bahut hi jaalim hai kyunki,
Kisi imaandar ke sar par maine taaj nahi dekha.
 
Muddaton se mashroof hoon, ishq ke falsafe me,
Muddaton se maine apna kaam-o-kaaj nahi dekha.
 
Yun to wapas gya tha main uske dar par,
Par kafiro ki gali main us-sa najar-andaaz nahi dekha.
 
Shaakh se tuta patta sookhta hi to hai,
Uske zinda rahne ka maine aizaz nahi dekha.
 
Dekhne me to maine ‘Shaikh’ bahut kuch dekha,
Par wafadar ka sath dene wala samaaj nahi dekha.

​
#arshaikhpoetry
2 Comments
Sachin Sharma
26/1/2019 10:15:54 am

Very nice

Reply
Arshad R Shaikh
26/1/2019 10:45:28 pm

Thank you.

Reply



Leave a Reply.

    Archives
    ​
    Hope I am awake
    Purane Jamaane Ka Ishq
    Bahaa Leta Hun
    Ab Chah Hai Ki...
    Khwaab Hai Mere
    Pyaar Tha
    Tum Bhi Dekho Humein-2
    Bahut Bimaar Hun Main
    Hindustaan Kahan Hai
    Tum Bhi Dekho Humein
    Hinduataan Ke Liye
    Ek Kahani Sunane Ko
    Na Mera Tha
    To Achchha Hota
    Ummeedein
    Light Rain and Love
    Yaar Mere
    Loota Hai
    Naya Aashiyan
    Wo Khwab Nahi Dekha
    Kise Main Kya Kahun
    Aahista Aahista Hi Sahi
    Hindustan Lekar Nikle Hai
    ​Aaj Mujhe Bas Rone Do  
    Mera Ghar : Ek Jannat
    Main Haar Gayi

    Hindustan Banana Baki Hai
    ​
    Tere Jane Ka Gham
    ​
    Mera Hindustaan Nahi Hai
    Aa Jana
    ​Zindagi Ek Bahta Pani
    ​
    Kuch To Baki Hai
    ​
    Aankh Me Nami Kyun Hai
    Tujhe Dekhta Hun

    Tu Kahan Hai

    August 2021
    June 2021
    May 2021
    March 2021
    January 2021
    December 2020
    September 2020
    August 2020
    June 2020
    January 2020
    November 2019
    October 2019
    June 2019
    April 2019
    March 2019
    January 2019
    December 2018
    November 2018
    September 2018
    August 2018

​Everyone has a story. Every story has a hero. And one day you will tell your story to inspire others.  ​
© COPYRIGHT 2024. ALL RIGHTS RESERVED.
  • Home
  • Stories
  • Poetry
  • Science
  • MyCV
  • About